KurmiyuwaSansthan

mai 1 sanstha bana raha hu or usme sare Desh ke logo ko add kar raha hu is sanstha ka kaam bharat me garibo ki madad karna or usko upar le jana ho ga or Saste Me education pradan karna ho ga mai cahta hu ki jo is sanstha me add ho wo har mahine yaha par kuch donate kare ya fir hamare post ko kcick kare jisse hamko kuch paisa mile ga or us jama hue paiso se ham garibo ki madad kare ge jaise kisi garib ki beti ki sadi ya school ki fess ya kisi or tarah se agar ham 4000 log bhi add kar paye or sabhi ne 10 rs jama kiye to 4000 x 10 =40000/- hote hai itne me kisi ki bhi ham madad kar sakte hai bhai is sanstha ki Suruwat kanpur se ho Chuki hai or agar ham yaha kambyab rahe to mai cahta hu ki sare desh ke log is me add ho or desh ke sare sahar me iski branch banana cahta hu agar aap hamare sath hai to plz mitting me aate rahe or apna no yaha par de jisse ham aap ko call kar ke ya fb par inform kar sake mera no 9161910015 hai Agar aap Ko hamara Ye idea accha laga ho to pls aap isko apne kurmi dosto se share kare or unko hamare sath add kare or aap apna mobile no or apna pata (sahar ya vill ka naam ) yaha par de add hone ke liye facebook me search kare Only कुर्मी Group(Halping Poor Kurmi) Or Hamari Id Se Judne ke liye WWW.kurmiyuwasansthan.blogger.com par click kare aap ko hamara idea pasnad nahi aaya kya bhai ji kya aap hamara sath nahi dena cahte hai boss Agar aap hamare sath hai to pls apna mobile no or apna address Jaha aap rahte hai us city ka naam ya gao ka naam de taki ham aap ko apni list me samil kar sake or jald hi aap se mulakat kar ke apni sanstha me jod sake Or Agar Aap Hamare sath hai to Pls aap Hamara ye post Apne dosto ko de taki kisi garib ki madad ki ja sake

Kurmi Yuwa Sanstha Ka 1st Page
















Apa Sabhi In Sabhi Garibo ki madad Hamare Sanstha ke dwara kar sakte hai or aap Sabhi Hamse Hamari Is sanstha ke Dwara Add Ho Sakte Hai

Hamari Sanstha ka Naam "Kurmi Yuwa Sanstha " Hai


Aap Ka Apna

Aman Mastana Katiyar
(Sansthapak)

No comments: